Search This Blog

Wednesday, April 21, 2010

711 Days

We shared our lives' some of the best moments staying at Flat No 711 for a little less than two years, 711 days to be precise. These lines crafted by the 711 girlies on the lines of the song 'Kabhi-Kabhi Aditi' are a reflection of those days.

711 Days

Kabhi-kabhi Rani 711 mei yonhi kuch apna lagta hai,
Kabhi-kabhi Rani wo party-time sundar sapna lagta hai,
Aise mei ched ke kisi ko, sab hans de khush hoke,
To koi kyon na soch le, everything was wonderful and ok.

Kabhi-kabhi to bhari 711 mein thi lotsa khushi aur mazaa,
Kabhi-kabhi to khele har din UNO, har pal Dumb-sharaaa,
Aise mein koi fir se dekhe patte, to koi cheating pe toke,
Aur kaise koi sochle ki office ke liye iss game ko roke.

Socho zara live cartoon ko hum kitna chahte hain.
Koi pakai khana to hum sab milkar khate hain,
Gaana to aata nahi hai magar phir bhi hum gaate hai,
Ki big boss ke baad hi humko sona hota hai,
Bangalore times ke hi saath to savera hota hai.

Koi occasion aaye to lage ki khil gayi hain kali,
Mil ke chale sab zaika, aur khaye paneer chilli.
Weekends pe chale commercial, forum and MG,
Ki yum cake aur chips se hum bhook mitate hain,
Aur terrace pe baithe Tea aur ParleG bhi khaate hai.

Kabhi-kabhi Rani 711 mei yonhi kuch apna lagta hai,
Kabhi-kabhi Rani wo party-time sundar sapna lagta hai,
Hey Rani Hasde hasde hasde hasde hasde, hasde tu zara,
Nahi to bus thora thora thora thora, thora mushkura :)
Nahi to bus thora thora thora thora, thora mushkura :D

2 comments:

  1. dippu this is tooooooo goood...even m missin ur 711...

    ReplyDelete
  2. chalo, chalte hain wahan fir se...
    waise lagta hai ki tum wo bed ke neeche chupaane wali incident bhool gayi :)

    ReplyDelete